Friday 9 August 2013

Pyar Bharosa Nahi Hai Ek Dhoka

Pyar kyu hota hai,
Dimag to sota hai,
Dil hamesha rota hai,
Pyar bharosa nahi Dhoka hai,
Jisme khushi nahi bas Dukh hota hai,
Raat ki neend din ka chain khota hai,
Pyar Bharosa nahi Dhoka hai,
Dhoka hai bas Dhoka hai.!!!

No comments:

Post a Comment

Thanks for submitting your Comments there...!!!